PYAR
Pyar kehne ko to bohat chota sa lafz hai mger.... is mai he pori insaniyat basti hai .chalea apko thoda achay sa samjhata hoon . ager rishto ki baat karen to insan ka pehla pyar uski mother,walida,maa,mummy,mom hahahahha jo bhi ap kehlejea hota hai dekha na ye pyar ek he rishtay ko kitne flavours mai badaldeta hai bus yahi zindagi ki meethas hum insan ajj khoo rahay hain..... apne bado ko jawab de kar unsay ladh kar hume lagta hai humne sab kuch jeet liya lekin ye such nahi hai dosto jo log pyar krtay hain na unkay ass pass hamesha mahool bhi khubsurat rehta hai According to science pyar ek cosmic energy hai jo apkay bolne sochney aur harkat karne say apki zindagipar asar daal ta hai
kyu akhir Quran pak k tamam nabi insano mai pyar or mohabbat ko amm krtay rahay akhir kyu bhagwat geeta mai bhi sabhi bhagwan pyar ko ziada ehmiyat detay hain q k wo sab jantay hain k pyar he zaroori hai zindagi mai jeenay k lia
UMEED KARTA HOON MERA CHOTA SA EXPLANATION APKAY KUCH KAAM AJAE.
Thanks for reading!
No comments:
Post a Comment
If you have any doubt so please let us know.